SEARCH RESULTS
Showing search results for "marmar"
Ghazal MATCHES FOR "marmar"
Ghazal
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
apnii miTTii hii pe chalne kaa saliiqa siikho
sa.ng-e-marmar pe chaloge to phisal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
janaab dekhaa saraapaa gulaab marmar kaa
abhii ye she'r the shero.n me.n chaa.nd utraa kabhii
Shahzad Qais
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
aap ko kyuu.n na taraashaa gayaa mere dil se
sa.ng-e-marmar se hamesha ye sadaa aatii hai
Sabir Dutt
Ghazal
ab ye bataa ki ruuh ke sho.ale kaa kyaa hai ra.ng
marmar kaa ye libaas to sundar lagaa mujhe
Shakeb Jalali
Ghazal
haq baat kahuu.ngaa magar ai jur.at-e-iz.haar
jo baat na kahnii ho vahii baat na kah duu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
tumhe.n KHudaa ne banaayaa hai sang-e-marmar se
tumhaare jism pe shams-o-qamar phisalte hai.n
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
siine me.n iztiraab labo.n par ha.nsii liye
mar-mar ke jii rahe hai.n hamaaraa hunar to dekh
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
zulf aisii ke siyaah reshmii jangal ko.ii
nain us shaKHs ke hai.n surma.ii marmar aise
Azbar Safeer
Ghazal
du.aa kii raakh pe marmar kaa itr-daa.n us kaa
gaziidgii ke liye dast-e-mehrbaa.n us kaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
marne kaa 'riyaaz' apne zaraa naam na lenaa
jiinaa abhii mar-mar ke tujhe hai mirii jaa.n aur