SEARCH RESULTS
Showing search results for "marmar"
Nazm MATCHES FOR "marmar"
Nazm
farman-e-KHuda
mai.n naa-KHush o be-zaar huu.n marmar kii silo.n se
mere liye miTTii kaa haram aur banaa do
Allama Iqbal
Nazm
umid
vo sub.h kabhii to aa.egii
jis sub.h kii KHaatir jug jug se ham sab marmar ke jiite hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
patthar
us ke marmar me.n siyah KHuun jhalak jaataa hai
ek insaaf kaa patthar bhii to hotaa hai magar
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
raat sunsan hai
'keats' kii nazm 'arastuu' ke hakiimaana qaul
sa.ng-marmar kii imaarat kii tarah saakit hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
barsat ki bahaaren
kitne uThe hai.n marmar kitne ukas rahe hai.n
vo dukh me.n pha.ns rahe hai.n aur log ha.ns rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
taj-mahal
sa.ng-e-marmar kii KHunuk baa.nho.n me.n
husn-e-KHvaabiida ke aage mirii aa.nkhe.n shal hai.n
Parveen Shakir
Nazm
fan
farsh-e-marmar pe girii gir ke uThii uTh ke jhukii
KHushk ho.nTo.n pe zabaa.n pher ke paanii maa.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
aarzu rahiba hai
aarzuu raahiba hai be-kas-o-tanhaa-o-hazii.n
haa.n magar raahibo.n ko is kii KHabar ho kyuu.nkar
Noon Meem Rashid
Nazm
taj-mahal
yaad-e-mumtaaz me.n ye banaayaa gayaa
sa.ng-e-marmar se is ko taraashaa gayaa
Hafiz Karnataki
Nazm
iltimas
zindagii chaa.ndnii raato.n kaa hasii.n ruup liye
sa.ng-e-marmar ke jaziiro.n me.n utar aa.ii hai