SEARCH RESULTS
Showing search results for "mas.ale"
Ghazal MATCHES FOR "mas.ale"
Ghazal
zikr-e-jaanaa.n me.n ye duniyaa ko kahaa.n le aa.e
log kyuu.n mas.ale bekaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kyuu.n hai.n kab tak hai.n kis kii KHaatir hai.n
ba.De sanjiida mas.ale hai.n ham
Javed Akhtar
Ghazal
kahaa bhii thaa ki ziyaada qariib mat aa.o
bataayaa thaa ki tumhe.n mujh se mas.ale ho.nge
Fariha Naqvi
Ghazal
kuchh bhii ho aa.iina-e-dil ko musaffaa rakhiye
jo bhii guzre masal-e-KHusrav-e-dauraa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mas.ale kuchh hu.aa karte hai.n hamesha dukh ke
ishq bhii aisaa hai har baar dukhii kartaa hai
Mirza Raahil
Ghazal
zaraa sii baat hai dil me.n agar bayaa.n ho jaa.e
tamaam mas.ale iz.haar-e-haal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
merii saarii uljhan to hai tere uljhe baalo.n se
is mas.ale kaa hal to zulfe.n suljhaane se niklegaa
Siddharth Saaz
Ghazal
mas.ale bhii mire hamraah chale aate hai.n
hausle bhii mire hamraah chale aate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
dukh ke sab baadal chhaTe.nge dhuup khul kar aa.egii
mas.ale par tum ba.Do.n se mashvara karte raho
Abdul Waqar
Ghazal
bahut se mas.ale hai.n zindagii me.n
magar tujh ko to mai.n bhuulaa nahii.n huu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
chho.D kar apne KHudaa ko tire paas aayaa huu.n
aur agar tuu bhii mire mas.ale kaa kuchh na kare
Abid Malik
Ghazal
mas.ale KHuun-KHaraabe se nipaTte kab hai.n
pyaar se un ko manaa.o to ko.ii baat bane