SEARCH RESULTS
Showing search results for "masarrat"
Ghazal MATCHES FOR "masarrat"
Ghazal
lamhaat-e-masarrat hai.n tasavvur se gurezaa.n
yaad aa.e hai.n jab bhii Gam-o-aalaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
har masarrat Gam-e-diiroz kaa unvaan banii
vaqt kii god me.n lamhaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
naira.ng-e-ishq kii hai ko.ii intihaa ki ye
ye Gam kahaa.n kahaa.n ye masarrat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
zindagii kitnii masarrat se guzartii yaa rab
aish kii tarah agar Gam bhii gavaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
jabiino.n pe nuur-e-masarrat na khiltaa
nigaaho.n me.n shaan-e-muravvat na hotii
Saghar Siddiqui
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
aavaara hai phir koh-e-nidaa par jo bashaarat
tamhiid-e-masarrat hai ki tuul-e-shab-e-Gam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
banaa hai jab se vo 'naayaab' ham-safar meraa
bichhe hu.e hai.n masarrat ke phuul raaho.n me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
likhtaa hai Gam kii baat masarrat ke mood me.n
maKHsuus hai ye tarz faqat 'kaif' hii ke saath
Kaif Bhopali
Ghazal
kabhii jo mai.n ne masarrat kaa ehtimaam kiyaa
ba.De tapaak se Gam ne mujhe salaam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
miltaa hai sukuu.n mujh ko qanaa.at se zyaada
masruur huu.n mai.n apnii masarrat se zyaada
Sultan Akhtar
Ghazal
dil KHush jo nahii.n rahtaa to is kaa bhii sabab hai
maujuud ko.ii vaj.h-e-masarrat nahii.n hotii