SEARCH RESULTS
Showing search results for "masarrato.n"
Ghazal MATCHES FOR "masarrato.n"
Ghazal
masarrato.n me.n bhii jaage gunaah kaa ehsaas
mire vajuud ko itnii bhii paarsaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
masarrato.n ko ye ahl-e-havas na kho dete
jo har KHushii me.n tire Gam ko bhii samo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
zahe-nasiib ki duniyaa ne tere Gam ne mujhe
masarrato.n kaa talabgaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
masarrato.n ke KHazaane hii kam nikalte hai.n
kisii bhii siine ko kholo to Gam nikalte hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
mu.aahade zamiir se to kar liye ga.e magar
masarrato.n kaa daura-e-vafuud KHatm ho gayaa
Faryad Aazar
Ghazal
Matin Niazi
Ghazal
masarrato.n kaa to sat.hii mutaala hai magar
Gam-e-hayaat kii gahraa.iyaa.n nahii.n ma.aluum
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
masarrato.n kii fazaa me.n sadaa vo rahte hai.n
jo Gam ke maaro.n se milte hai.n mehrbaa.n ban kar
Afzal Allahabadi
Ghazal
Shafeeq Barelvi
Ghazal
jalaa ke taaq-e-adam me.n masarrato.n ke charaaG
tuu aarzuu ke chamakte hu.e saraab me.n aa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
sila diyaa hai mohabbat kaa tum ne ye kaisaa
masarrato.n me.n bhii rone lagii hai.n ab aa.nkhe.n
Indira Varma
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
Afroz Alam
Ghazal
jo un ke Gam se ho nisbat to har jahaan me.n 'kaif'
masarrato.n kaa KHazaana hai aadmii ke liye