SEARCH RESULTS
Showing search results for "masarrato.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masarrato.n"
Ghazal
masarrato.n me.n bhii jaage gunaah kaa ehsaas
mire vajuud ko itnii bhii paarsaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
masarrato.n ko ye ahl-e-havas na kho dete
jo har KHushii me.n tire Gam ko bhii samo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
zahe-nasiib ki duniyaa ne tere Gam ne mujhe
masarrato.n kaa talabgaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "masarrato.n"
Nazm
id
masarrato.n ke KHazaane diye KHudaa ne hame.n
taraane shukr ke gaane ko iid aa.ii hai
Mohammad Asadullah
Ghazal
mu.aahade zamiir se to kar liye ga.e magar
masarrato.n kaa daura-e-vafuud KHatm ho gayaa
Faryad Aazar
Ghazal
Matin Niazi
Nazm
muddat ke baad
ye lamha jis ke sehr me.n kho.e hu.e hai.n ham
kitnii masarrato.n kaa suruur is ke Gam me.n hai
Himayat Ali Shayar
Nazm
fareb
masarrato.n kii ghaTaa.e.n kabhii na barse.ngii
vo kah rahii thii ki tum ab kabhii na aa.oge
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
masarrato.n kaa to sat.hii mutaala hai magar
Gam-e-hayaat kii gahraa.iyaa.n nahii.n ma.aluum
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
masarrato.n kii fazaa me.n sadaa vo rahte hai.n
jo Gam ke maaro.n se milte hai.n mehrbaa.n ban kar