SEARCH RESULTS
Showing search results for "mash.huur-e-zamaana"
Ghazal MATCHES FOR "mash.huur-e-zamaana"
Ghazal
Sajid Siddiqi lakhnavi
Ghazal
aaj aaluuda nazar aataa hai daaman us kaa
jis kaa mash.huur-e-zamaana rahaa ujlaa daaman
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
yuu.n hii nahii.n mash.huur-e-zamaana miraa qaatil
us shaKHs ko is fan me.n mahaarat bhii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
mash.huur-e-zamaana hai.n 'qatiil' us kii u.Daane.n
vo daam-e-mohabbat me.n giraftaar hii kab thaa
Qateel Shifai
Ghazal
aaj mash.huur-e-zamaana hai.n dilo.n me.n jin ke
aadmii ke liye tho.Dii sii mohabbat bhii nahii.n
Sabir Naseerabadi
Ghazal
'beKHud' kaa fasaana to hai mash.huur-e-zamaana
ye zikr to shaayad kabhii tum ne bhii sunaa ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Anwar Sadeed
Ghazal
Ain Salam
Ghazal
hai.n naam se 'maKHmuur' ke mash.huur-e-zamaana
go ham kabhii shaGl-e-mai-o-miinaa nahii.n karte
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'shaan' inqilaab-e-zamaana kii hai.n daliil
ye uljhane.n ye KHvaab-e-pareshaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
but-KHaana-saaz rang-e-zamaana hai kis qadar
chho.Daa na us ne kaa'ba-e-aalii-maqaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
bulbulo.n se nahii.n gulzaar-e-zamaana KHaalii
shukr hai yaa.n bhii ham-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
har chand vafaa.o.n pe lagaa.e ga.e ilzaam
ai hind magar tere vafaadaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
samajh to ye ki na samjhe KHud apnaa ra.ng-e-junuu.n
mizaaj ye ki zamaana mizaaj-daa.n hotaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
phir laakh mohabbat ko 'razaa' ko.ii sa.nvaare
aaGaaz-e-mohabbat kaa zamaana nahii.n aataa