SEARCH RESULTS
Showing search results for "masiihaa"
Ghazal MATCHES FOR "masiihaa"
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
yaaraa.n vo jo hai meraa masiihaa-e-jaan-o-dil
be-had aziiz hai mujhe achchhaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
rah rah ke na ta.Dpaa.o ai be-dard masiihaa
haatho.n se mujhe zahr pilaa kyuu.n nahii.n dete
Hasrat Jaipuri
Ghazal
sochaa hai ki ab kaar-e-masiihaa na kare.nge
vo KHuun bhii thuukegaa to parvaa na kare.nge
Jaun Eliya
Ghazal
ek baar aur masiihaa-e-dil-e-dil-zadagaa.n
ko.ii va.ada ko.ii iqraar masiihaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mere hone me.n kisii taur se shaamil ho jaa.o
tum masiihaa nahii.n hote ho to qaatil ho jaa.o
Irfan Siddiqi
Ghazal
is ke sivaa nahii.n hai masiihaa miraa ko.ii
ik umr is gumaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
ab rishta-e-mariiz-o-masiihaa hu.aa hai KHvaar
sab pesha-var samajhte hai.n biimaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
shiishagar baiThe rahe zikr-e-masiihaa le kar
aur ham TuuT ga.e kaa.nch ke pyaalo.n kii tarah
Sudarshan Faakir
Ghazal
ko.ii masiihaa na iifaa-e-ahd ko pahu.nchaa
bahut talaash pas-e-qatl-e-aam hotii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shukriya ai mire qaatil ai masiihaa mere
zahr jo tuu ne diyaa thaa vo davaa ho baiThaa