SEARCH RESULTS
Showing search results for "mast-e-mai-e-pindaar"
Ghazal MATCHES FOR "mast-e-mai-e-pindaar"
Ghazal
is kibr se kab kis ko sukuu.n aayaa mayassar
mast-e-mai-e-pindaar badan TuuT rahaa hai
Kashif Shakeel
Ghazal
mast-e-mai-e-pindaar hai.n jo aur hai.n vo log
ham log to TuuTe hu.e dil jo.D ke KHush hai.n
Mustafa Rahi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Bahzad Fatami
Ghazal
but-parastii ke sanam-KHaane kaa aasaar na to.D
ka.aba-e-dil miraa mast-e-mai-e-pindaar na to.D
Sahir Dehlavi
Ghazal
sar-mast-e-mai ko dekh ke mat suu-e-jaam dekh
saaqii pilaa usii ko jise tishna-kaam dekh
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
havaa-e-daur-e-mai-e-KHush-gavaar raah me.n hai
KHizaa.n chaman se hai jaatii bahaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
qaa.em hai suruur-e-mai-e-gulfaam hamaaraa
kyaa Gam hai agar TuuT gayaa jaam hamaaraa
Kaleem Aajiz
Ghazal
ba.ad muddat ke KHayaal-e-mai-o-miinaa aayaa
zindagii phir mujhe jiine kaa qariina aayaa
Fitrat Ansari
Ghazal
tiis din ke liye tark-e-mai-o-saaqii kar luu.n
vaa.iz-e-saada ko rozo.n me.n to raazii kar luu.n
Shibli Nomani
Ghazal
jab kabhii aayaa to zikr-e-mai-e-gulfaam aayaa
kufr aayaa tire rindo.n ko na islaam aayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
jaam-e-mai-e-alast se sarshaar ho ga.e
ya.anii rahiin-e-KHaana-e-KHammaar ho ga.e
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
mujhe to jaam-o-mai-o-gul kaa intizaar nahii.n
mai.n KHud bahaar huu.n mere liye bahaar nahii.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
vo nashsha-e-Gam ho ki KHumaar-e-mai-e-pindaar
dil vaalo.n ke chehre pe bahaalii hii rahegii
Zeb Ghauri
Ghazal
dekho jise vo mast-e-mai-e-kibr-o-naaz hai
duniyaa bahut KHaraab hai jaa.e.n magar kahaa.n
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
hazrat-e-'mast' faqat aaj tumhaare dam se
sohbate.n garm rahaa kartii hai.n maiKHaane kii
Mast Banarsi
Ghazal
kahaa.n se ye kahaa.n 'mast' aa gayaa huu.n
numuud-e-shaam zaahir hai sahar se
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
ai sabz-ra.ng mast-e-mai-e-ishq-o-husn to
afyuu.n ko puuchhte nahii.n kyaa zikr bha.ng kaa
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
haasil hai hame.n 'mast' ye me'raaj-e-mohabbat
har vaqt tasavvur me.n haram dekh rahe hai.n