SEARCH RESULTS
Showing search results for "mastishk"
Ghazal MATCHES FOR "mastishk"
Ghazal
ma.aal-e-ishq-e-anaa-giir hai ye muKHtasaran
mai.n vo darinda huu.n jo KHud ko hii chabaa gayaa huu.n
Irfan Sattar
Ghazal
mohabbat kaa nashsha rahe kyuu.n na har-dam
bharaa hai mai-e-ishq se jaam dil kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
shumaar o be-shumaarii ke taraddud se guzar kar
ma.aal-e-ishq-e-vahdat ke sivaa kyaa rah gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
ye ma.aal-e-ishq hogaa ye kise maaluum thaa
dil ke naGme ek din aah-o-fuGaa.n ho jaa.e.nge
Danish Aligarhi
Ghazal
mai-KHaana salaamat hai agar terii nazar kaa
labrez ma-e-ishq se har jaam rahegaa
Fana bulandshahri
Ghazal
dil ko ma.aal-e-'ishq se begaana kiijiye
parvaana kah rahaa hai ki parvaa na kiijiye
Jawad Sheikh
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
har raat machaate phire.n hai.n shauq se dhuume.n
ye mast-e-mai-e-ishq hai.n kab KHauf-e-asas me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
asar hai sab pe mai-e-ishq kaa judaagaana
kisii ko nashsha nahii.n hai ko.ii hai diivaana
Natiq Lakhnavi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ai shaiKH jo bataa.e ma-e-ishq ko haraam
aise ke do lagaa.e bhigo kar sharaab me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
zarf dekhaa ye mai-e-ishq ke sarshaaro.n kaa
be-KHudii me.n bhii to 'beKHud' na khulaa ek se ek
Bekhud Dehlvi
Ghazal
vo zahr-e-Gam ko bhii ik jaam-e-angabii.n samjhaa
vo baada-kash jo ma-e-ishq ke suruur me.n hai
Syeda Farhat
Ghazal
ham ko mai-KHvaar hii mai-KHvaar nazar aate hai.n
sab mai-e-ishq se sarshaar nazar aate hai.n
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
ko.ii gazak gazak-e-husn se nahii.n a.alaa
sharaabo.n me.n hai mai-e-ishq intiKHaab sharaab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai sabz-ra.ng mast-e-mai-e-ishq-o-husn to
afyuu.n ko puuchhte nahii.n kyaa zikr bha.ng kaa
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
hotaa na agar jaam-e-mai-e-ishq se sarshaar
hargiz dil-e-diivaana ye hoshyaar na hotaa
Shah Aasim
Ghazal
ko.ii kartaa hai mai-e-ishq ko jaa.ez ko.ii man.a
dekhe.n kyaa hukm lagaate hai.n sharii.at vaale