SEARCH RESULTS
Showing search results for "mastishk"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mastishk"
Nazm
nur-jahan ke mazar par
luuT saktii thii damakte hu.e haatho.n kaa suhaag
to.D saktii thii mai-e-ishq se labrez ayaaG
Sahir Ludhianvi
Nazm
nargis-e-mastana
har dil hai tirii bazm me.n labrez-e-mai-e-ishq
ik aur bhii paimaana se paimaana banaa de
Jigar Moradabadi
Ghazal
ma.aal-e-ishq-e-anaa-giir hai ye muKHtasaran
mai.n vo darinda huu.n jo KHud ko hii chabaa gayaa huu.n
Irfan Sattar
Ghazal
mohabbat kaa nashsha rahe kyuu.n na har-dam
bharaa hai mai-e-ishq se jaam dil kaa
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mastishk"
Ghazal
shumaar o be-shumaarii ke taraddud se guzar kar
ma.aal-e-ishq-e-vahdat ke sivaa kyaa rah gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
ye ma.aal-e-ishq hogaa ye kise maaluum thaa
dil ke naGme ek din aah-o-fuGaa.n ho jaa.e.nge
Danish Aligarhi
Ghazal
mai-KHaana salaamat hai agar terii nazar kaa
labrez ma-e-ishq se har jaam rahegaa
Fana bulandshahri
Ghazal
dil ko ma.aal-e-'ishq se begaana kiijiye
parvaana kah rahaa hai ki parvaa na kiijiye
Jawad Sheikh
Nazm
gurunanak
mai.n mast-e-mai-e-ishq huu.n tan riish-e-qalandar
tiirath hai agar ko.ii to is man ke hai andar
Arsh Malsiyani
Ghazal
Meer Taqi Meer
Kulliyat
jaama-e-mastii-e-ishq apnaa magar kam-gher thaa
daaman-e-tar kaa mire dariyaa hii kaa saa pher thaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
behosh-e-mai-e-ishq huu.n kyaa meraa bharosaa
aaya jo ba-KHud sub.h to mai.n shaam na aaya
Meer Taqi Meer
Naat
tire piine ko roz aaya karegii arsh-e-a.azam se
mai-e-ishq-e-mohammad se jo tuu sarshaar ho jaa.e
Arsh Malsiyani
Ghazal
asar hai sab pe mai-e-ishq kaa judaagaana
kisii ko nashsha nahii.n hai ko.ii hai diivaana