SEARCH RESULTS
Showing search results for "mastiyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "mastiyo.n"
Ghazal
kyuu.n na jazb ho jaa.e.n is hasii.n nazaare me.n
raushnii kaa jhurmuT hai mastiyo.n kaa gheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
yaksaa.n hai husn-o-ishq kii sar-mastiyo.n kaa ra.ng
un kii KHabar unhe.n hai na merii KHabar mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
aa ki phir baadal tire aane kii dete hai.n KHabar
aa ki phir ab mastiyo.n me.n apne man kaa mor hai
Aazim Kohli
Ghazal
albelii kaamnii ki nashiilii gha.Dii hai shaam
sar mastiyo.n kii sej pe na.ngii pa.Dii hai shaam
Krishna Mohan
Ghazal
ishq kii tamannaa thii ishq kii tamannaa hai
ishq hii kii raaho.n me.n mastiyo.n kaa mela hai
Awais ul Hassan Khan
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
Noman Anwar
Ghazal
alam khol kar 'josh' bad-mastiyo.n ke
jahaa.n-daariyaa.n kar jahaa.n-baaniyaa.n kar
Josh Malihabadi
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
tire jamaal kii sar-mastiyo.n me.n gum ho kar
har ek saa.at-e-hastii guzaar dii mai.n ne
Hameed Nag Puri
Ghazal
ab faaqa-mastiyo.n se ye 'aadat sii ho ga.ii
khaataa huu.n rizq kii bhii qasam kam bahut hii kam
Qais Jalandhari
Ghazal
Karam Haidari
Ghazal
Bekhud Mohani
Ghazal
mastiyo.n me.n raqs-e-taa.uus ab kahaa.n
shoKHiyo.n me.n vo ram-e-aahuu na Dhuu.nDh
Habab Tirmizi
Ghazal
Afsar Azri
Ghazal
bad-mastiyo.n ke shauq ne tuufaa.n uThaa.e hai.n
baiThe hai.n ham bahaa.e hu.e ghar sharaab me.n
Raunaq Tonkvi
Ghazal
KHaraab-e-dard hu.e Gam-parastiyo.n me.n rahe
KHushii kii khoj bahaana thii mastiyo.n me.n rahe
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
jaam mai miinaa hai 'aatish' saath me.n hai saaqiyaa
ab na ko.ii aa.e bas in mastiyo.n ke darmiyaa.n