SEARCH RESULTS
Showing search results for "mataa-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "mataa-e-ishq"
Ghazal
mataa-e-ishq zaraa aur sarf-e-naaz to ho
tazzii-e-umr kaa aaKHir ko.ii javaaz to ho
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
Ahsan Ahmad Ashk
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
'nudrat' mataa-e-ishq vadii.at hu.ii mujhe
mere nasiib ne mujhe insaa.n banaa diyaa
Nudrat Kanpuri
Ghazal
ai 'ashk' zindagii me.n na puuchhii kisii ne baat
ab KHaak chuumte hai.n hamaare mazaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
log rote bhii hai.n turbat me.n luTaa kar ai 'ashk'
aur siine pe bhii ik sa.ng-e-giraa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
ashk' apne siina-e-pur-KHuu.n me.n sail-e-ashk bhii
rok rakhtaa huu.n jigar ke KHuun kii tahliil tak
Ashk Amritsari
Ghazal
do bol dil ke hai.n jo har ik dil ko chhuu sake.n
ai 'ashk' varna sher hai.n kyaa shaa.irii hai kyaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
KHajil huu.ngaa mataa-e-ishq par shaayad kisii din
abhii is faisle par naaz karnaa chaahtaa huu.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
kaaGaz-e-abrii pe likh haal-e-dil-e-pur-soz-e-ishq
gird us ke barq kii tahriir khii.nchaa chaahiye
Ishq Aurangabadi
Ghazal
mataa-e-ishq vo aa.nsuu jo dil me.n Duub ga.e
zamii.n kaa rizq jo aa.nsuu nikal hii aate hai.n
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
'taalib' pe ab kisii kii nigaah-e-karam nahii.n
shaayad mataa-e-ishq kii qiimat nahii.n rahii
Talib Jaipuri
Ghazal
baada-e-shauq dil se pii ai 'ashk'
shiisha-o-jaam kuchh zaruur nahii.n
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
tujh KHat kii yaad me.n dil-e-hairaan-e-ishq kaa
durr-e-najaf kii tarah se muudaar thaa so hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
'ashk' usuul-e-kasb-e-zar se tuu nahii.n hai aashnaa
tishna-e-takmiil hai terii hama-daanii hanuuz