SEARCH RESULTS
Showing search results for "matlab-parast"
Ghazal MATCHES FOR "matlab-parast"
Ghazal
har ik maqaam pe matlab-parast milte hai.n
ko.ii rafiiq ko.ii rahnumaa nahii.n miltaa
Rizvan Nazim
Ghazal
mumkin kahaa.n hai ab ko.ii ehsaan maan le
matlab-parast ho gayaa insaan aaj-kal
Asad Bijnori Alig
Ghazal
matlab-parast rah ga.e 'qaisar' jahaan me.n
jo paikar-e-KHuluus the maaduum ho ga.e
Abdussamad Khan Qaiser
Ghazal
matlab-parast logo.n me.n guzrii hai ek umr
bejaa karam pe aap ke hairat nahii.n mujhe
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
har lahza mujh se kahtaa hai andar kaa mohtasib
matlab-parast ahd-shikan bevafaa huu.n mai.n
Kashif Rafiq
Ghazal
jis ko bhii dekhiye vahii matlab-parast hai
duniyaa me.n ab nahii.n hai ko.ii Gam-gusaar kyaa
Paikan Chandpuri
Ghazal
ahl-e-Garaz kii chalne na dii ko.ii ham ne chaal
matlab-parast logo.n kii har baat kaaT dii
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
mai.n kufr o dii.n se guzar kar hu.aa huu.n laa-maz.hab
KHudaa-parast se matlab na but-parast se kaam
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Anwar Sadiqui
Ghazal
Shakir Dehlvi
Ghazal
Deepak Purohit
Ghazal
hariif-e-matlab-e-mushkil nahii.n fusuun-e-niyaaz
du.aa qubuul ho yaa rab ki umr-e-KHizr daraaz
Mirza Ghalib
Ghazal
Naeem Waqif
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
Shaz Malik
Ghazal
apnii na.ii zamiin nayaa aasmaa.n rahe
haa.n is jahaa.n se duur hii apnaa jahaa.n rahe
Behzad Lakhnavi
Ghazal
na.ii zamiin na.ii mamlikat dikhaa.iyegaa
falak kaa farsh nahii.n ham ko chhat dikhaa.iyegaa