SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauja-e-sail-e-balaa"
Ghazal MATCHES FOR "mauja-e-sail-e-balaa"
Ghazal
safiina mauja-e-sail-e-balaa se garm-e-satiiz
havaa kaa baar-e-giraa.n baadbaan thaame hu.e
Azeem Haider Syed
Ghazal
misaal-e-sail-e-balaa na Thahre havaa na Thahre
lagaa.e jaa.e.n hazaar pahre havaa na Thahre
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
sail-e-balaa-e-Gam na puuchh kitne gharau.nde Dah ga.e
naav to KHair naav thii saath kinaare bah ga.e
Mohsin Ehsan
Ghazal
sa.Dko.n par ik sail-e-balaa thaa logo.n kaa
mai.n tanhaa thaa us me.n kyaa thaa logo.n kaa
Mohammad Ahmad
Ghazal
Sahba Akhtar
Ghazal
TuuT gayaa havaa kaa zor sail-e-balaa utar gayaa
sa.ng-o-kuluuKH rah ga.e lahar ga.ii bha.nvar gayaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kaun jaane hai ba-juz sail-e-balaa ghar meraa
kis se puuchhoge pata shahr ke andar meraa
Nazmi Sikandrabadi
Ghazal
aatish-e-ranj-o-alam sail-e-balaa saamne hai
paikar-e-KHaak me.n hone kii sazaa saamne hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
ai sail-e-aab Thahar ab ke gardano.n tak rah
tano.n kii taKHtiyaa.n dhonii hai.n bas tano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
masiil-e-sail-e-ravaa.n dasht-o-juu me.n guzrii hai
hayaat hijr ke tauq-e-guluu me.n guzrii hai
Shagufta Naim Hashmi
Ghazal
chaar-suu sail-e-sipaah-e-mah-o-aKHtar teraa
sarhad-e-shab se guzartaa hu.aa lashkar teraa
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
kitnii hii baarishe.n ho.n shikaayat zaraa nahii.n
sailaaniyo.n ko KHatra-e-sail-e-balaa nahii.n
Rais Farogh
Ghazal
rafta-e-sail-e-balaa huu.n ye mirii aadat hai
apnii kashtii kisii girdaab me.n Daale rakhnaa
Saifuddin Saif
Ghazal
jis jaa ki paa-e-sail-e-balaa darmiyaa.n nahii.n
diivaanagaa.n ko vaa.n havas-e-KHaanmaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hote hii javaa.n ho ga.e paaband-e-hijaab aur
ghuu.nghaT kaa izaafa hu.aa baalaa-e-naqaab aur