SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauqif"
Ghazal MATCHES FOR "mauqif"
Ghazal
mai.n na.e daur kaa aashiq huu.n miraa mauqif hai
ishq sansaar me.n hai ishq hii sansaar nahii.n
Kashif Shakeel
Ghazal
kis tarah maan luu.n mai.n us kii nisaabii baate.n
us kaa mauqif hai kitaabo.n ke havaalo.n jaisaa
Rehana Qamar
Ghazal
Zuhair Kanjahi
Ghazal
bas ik nigaah pe hai dil kaa faisla mauquuf
bas ik nigaah me.n qissa tamaam hotaa hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
ek ha.ngaame pe mauquuf hai ghar kii raunaq
nauha-e-Gam hii sahii naGma-e-shaadii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
kaar-e-faryaad-o-fuGaa.n kis liye mauquuf hu.aa
tere kuuche me.n tire baa-hunro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
dene vaale kii mashiyyat pe hai sab kuchh mauquuf
maa.ngne vaale kii haajat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Ghazal
aavaara o majnuu.n hii pe mauquuf nahii.n kuchh
milne hai.n abhii mujh ko KHitaab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
honii hai shahiid ek na ik roz tamannaa
mauquuf ho kyaa marsiya-KHvaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
sirf din Dhalne pe mauquuf nahii.n hai 'mohsin'
zindagii zulf ke saa.e me.n bhii shab kartii hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
ik mohabbat hii pe mauquuf nahii.n hai 'taabish'
kuchh ba.De faisle ho jaate hai.n naadaanii me.n
Abbas Tabish
Ghazal
kuchh un ke rahm pe thii yuu.n hii zindagii mauquuf
ki un ko raaz-e-mohabbat bhii ho gayaa ma.aluum
Fani Badayuni
Ghazal
tirii zabaan pe mauquuf mere haath kaa lams
nivaala duu.ngaa magar zaa.iqa nahii.n duu.ngaa
Liaqat Jafri
Ghazal
mauquuf kuchh kamaal pe yaa.n kaam-e-dil nahii.n
mujh ko hii dekh lenaa ki naakaam rah gayaa