SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauqif"
Nazm MATCHES FOR "mauqif"
Nazm
qila-e-akbarabad
hangaama jo guzraa hai so afsaana thaa yaa KHvaab
ye maaraz-e-KHuddaam thaa vo mauqif-e-hajjaab
Ismail Merathi
Nazm
ramayan ka ek scene
lekin jo phuul khilte hai.n sahraa me.n be-shumaar
mauquuf kuchh riyaaz pe un kii nahii.n bahaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
kise bataa.e.n
zamiir-o-zarf-e-bashar pe mauquuf hai.n masaa.il
Tariq Qamar
Nazm
haal-o-maqam
ahvaal-o-maqaamaat pe mauquuf hai sab kuchh
har lahza hai saalik kaa zamaa.n aur makaa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
kaar-e-mohabbat mauquuf kar diyaa gayaa hai
qismat ko kaaGaz ke Tuk.Do.n
Ziyaul Hasan
Nazm
aap-biti
''ek ha.ngaame pe mauquuf thii ghar kii raunaq''
muflisii saath liye aa.ii thii ik ja.ng-o-jidaal
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
adl-e-jahangiri
uTh ke darbaar se aahista chalaa suu-e-haram
thii jahaa.n nuur-jahaa.n mo'takif-e-bait-e-KHazan
Shibli Nomani
Nazm
daranti
sunahrii fasl tak us kii chamak nahii.n mauquuf
ki ab nizaam-e-kohan bhii usii kii zad me.n hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
kursi
briaadrii kii badaulat amiin hai.n mausuuf
pachaas saal se kursii-nashiin hai.n mausuuf
Khalid Irfan
Nazm
tajdid-e-amal
ta.aliim pe mauquuf hai raanaa.i-e-afkaar
behuuda kitaabo.n kii KHuraafaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
phir to khel us kaa isii shaGl pe mauquuf rahaa
isii nazzaare me.n taa-der vo masruuf rahaa
Ismail Merathi
Nazm
KHush-KHurak
kofte hasb-e-liyaaqat ek lassii kaa gilass
khaa ga.e aur pii ga.e mausuuf be-KHauf-o-hiraas
Khalid Irfan
Nazm
kanhaiya
nahii.n ek gokul pe mauquuf jalve
tire har kahii.n hai.n nazaare kanhaiyaa
Afqar Mohani
Nazm
tere baad
thaa tirii zaat pe mauquuf miraa naaz-o-Guruur
KHaaksaaro.n me.n shumaar ab hai miraa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
mohabbat
na is se pareshaa.n na us se pashemaa.n
na mauquuf-e-sahraa na vaqf-e-gulistaa.n