SEARCH RESULTS
Showing search results for "mausam-e-garmaa"
Ghazal MATCHES FOR "mausam-e-garmaa"
Ghazal
Talat Isharat
Ghazal
Syed Huzaifa Kaif
Ghazal
kuchh is tarah se bitaa.ii hai.n hijr kii raate.n
ke jaise mausam-e-garmaa bitaa ke dekhaa hai
Hani Barelvi
Ghazal
tuKHm me.n ro.iidagii har naKHl me.n baaliidgii
mausam-e-sarmaa-o-garmaa baad-o-baaraa.n ab bhii hai
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
'saajid' uTho yahaa.n se ki mausam udaas hai
suuraj bichha.D gayaa hai chalo aa ga.ii hai shaam
M. I. Sajid
Ghazal
uThaa ke haath ye mausam ne bad-du'aa dii hai
ki ab ke fasl jo aa.e vo be-samar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
naa-saaz havaa-e-par-e-parvaaz na ho jaa.e
mausam to gayaa KHair se be-baal-o-parii kaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
utartii zehan me.n bhii KHush-gavaar dhuup kabhii
shuruu-e-garmaa ke khulte hu.e dino.n kii tarah
Riaz Majeed
Ghazal
binaa-e-mausam-e-Gam-haa-e-zaat hai duniyaa
ise tuu rashk-e-iram likh ki shaaKH-e-tuubaa likh
Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi
Ghazal
mahaktii rahe.ngii sitaaro.n kii fasle.n
agar mausam-e-chashm-e-pur-nam na badle
Shabbir Kanpuri
Ghazal
vo mausam-e-aavaargi-e-aab-o-havaa hai
barsaat yahaa.n phirtii hai baadal se nikal kar
Saleem Figar
Ghazal
sunaa hai mausam-e-be-ra.ngi-e-zamaa.n yaksar
badal gayaa hai tirii chashm-e-iltifaat ke saath