SEARCH RESULTS
Showing search results for "mausam-e-qafas"
Ghazal MATCHES FOR "mausam-e-qafas"
Ghazal
dikhlaa.e.n ham shikastagii-e-baal-o-par kise
kahte hai.n log mausam-e-qaid-e-qafas gayaa
Hurmatul Ikaram
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
'saajid' uTho yahaa.n se ki mausam udaas hai
suuraj bichha.D gayaa hai chalo aa ga.ii hai shaam
M. I. Sajid
Ghazal
uThaa ke haath ye mausam ne bad-du'aa dii hai
ki ab ke fasl jo aa.e vo be-samar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
naa-saaz havaa-e-par-e-parvaaz na ho jaa.e
mausam to gayaa KHair se be-baal-o-parii kaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
bas ik parinda saa par pha.Dpha.Daa ke chiiKHtaa hai
bahut udaas hai ab mausam-e-qafas mujh me.n
Abdullah Kamal
Ghazal
aa.e hai.n din bahaar ke sayyaad kah rahaa
taa.ir qafas me.n baaG ke ghabraa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
jis dam qafas me.n mausam-e-gul kii KHabar ga.ii
ik baar qaidiyo.n pe qayaamat guzar ga.ii
Shakeb Jalali
Ghazal
ab ai qafas nashiino.n uThaa.o du'aa ko haath
hai shaaKH-shaaKH mausam-e-vahm-o-gumaan phir
Kahkashan Tabassum
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
muzhda ai yaas ki yaa.n kunj-e-qafas ke qaidii
yak-ba-yak mausam-e-parvaaz me.n mar jaate hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
KHush-navaayaan-e-baaG-o-kunj-e-qafas
daana-paanii nahii.n to phir kyaa hai
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
phir bahaar aa.ii ki naagaah asiiraan-e-Gayuur
ham-rah-e-shaaKH-e-qafas barq-e-tapaa.n tak pahu.nche