SEARCH RESULTS
Showing search results for "mausam-e-qafas"
Nazm MATCHES FOR "mausam-e-qafas"
Nazm
baghi
to.D Daaluu.ngaa mai.n zanjiir-e-asiiraan-e-qafas
dahr ko panja-e-usrat se chhu.Daane de mujhe
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
jahan-e-nau
ye sar-zamii.n ye samundar ye aasmaan na ho
daruun-e-daam-e-qafas meraa aashiyaan na ho
Naim Siddiqi
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
hai mizaaj us vaqt kuchh big.Daa hu.aa sayyaad kaa
ai asiiraan-e-qafas mauqa nahii.n fariyaad kaa
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
wo chup rahne ko kahte hain jo hum fariyaad karte hain
asiiraan-e-qafas se kaash ye sayyaad kah detaa
raho aazaad ho kar ham tumhe.n aazaad karte hai.n
Ram Parsad Bismil
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
rahne me.n kuchh hai 'kaifii' barbaad ho ke rahnaa
kyaa gosha-e-qafas me.n naashaad ho ke rahnaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
faiz-ahmad-faiz ke nam
chaman se kunj-e-qafas tak qafas se daar talak
kahaa.n kahaa.n na ga.ii tere naam kii KHushbuu
Masood Maikash Muradabadi
Nazm
hasrat-e-parwaz
qaid-e-qafas me.n hasrat-e-parvaaz kyuu.n rahe
sayyaad jo u.Daa de na hai baal-o-par kahii.n
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
diwali
din Dhale dekh liyaa thaa ko.ii u.Dtaa baadal
kunmunaatii hai fazaa mausam-e-baaraa.n kii tarah
Qateel Shifai
Nazm
judai ke chaar mausam
duusraa mausam
aa bhii jaa naa
kahii.n bahaare.n biit na jaa.e.n
phir ye judaa.iyaa.n jiit na jaa.e.n
Sameena Aslam Sameena
Nazm
mausam-e-bahaaran
hotaa hai KHatm mausam-e-sarmaa kaa baa.nkpan
sarso.n ke phuul hai.n na.e armaa.n liye hu.e
Shadan Barabankvi
Nazm
aadmi ek peD hai
yuu.n to mausam aa.e bhii aur chal diye
kitne mausam
kyaa diye
kyaa le ga.e
kis ko pata
Tanha Timmapuri
Nazm
gang-o-jaman
kunj-e-qafas me.n jalva-e-sahn-e-chaman kahaa.n
bulbul to Dhuu.nDhtii hai gul-o-yaasman kahaa.n