SEARCH RESULTS
Showing search results for "medium"
Ghazal MATCHES FOR "medium"
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
zaraa puuchhe ko.ii ma.aduum hote in dukho.n se
hame.n kis ke bharose par akelaa kar rahe hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
is daur me.n ga.ii hai muravvat kii aa.nkh phuuT
maaduum hai jahaan se chashm-e-hayaa-parast
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
aflaak to is ahd me.n saabit hu.e maaduum
ab kyaa kahuu.n jaatii hai mirii aah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
bahut 'arsa lagaa rang-e-shafaq maa'duum hone me.n
hu.aa taariik niilaa aasmaa.n aahista aahista
Ahmad Mushtaq
Ghazal
raushnii ma.aduum gahre ho chale saa.e bahut
jaane kyuu.n tum aaj kii shab mujh ko yaad aa.e bahut
Mahtab Zafar
Ghazal
kartii hai yaa.n zabaan-e-kamar yaar me.n kalaam
maa'duum hai javaab hamaare savaal kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dil hai to ye daulat kabhii ma.aduum na hogii
ye dard kisii aur KHazaane ke nahii.n hai.n
Shamim Hanafi
Ghazal
jo idhar kaa ab nahii.n hai vo kidhar kaa ho gayaa
jo yahaa.n maaduum ho jaa.e kahaa.n maaluum ho
Sagheer Malal
Ghazal
Qasim Jalal
Ghazal
ma.aduum agar ho to kahaa.n Dhuu.nDhne jaa.e.n
maujuud agar ho to pataa kyuu.n nahii.n dete
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
ab to vo nasl bhii ma.aduum hu.ii jaatii hai
jo bataatii thii fasaadaat se pahle kyaa thaa
Shanawar Ishaq
Ghazal
matlab-parast rah ga.e 'qaisar' jahaan me.n
jo paikar-e-KHuluus the maaduum ho ga.e
Abdussamad Khan Qaiser
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
gar na ho sham.a to ma.aduum hai.n parvaane bhii
tuu na hotaa to sanam kab ye KHudaa.ii hotii