SEARCH RESULTS
Showing search results for "miinaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "miinaa.ii"
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ha.ns ke farmaate hai.n vo dekh ke haalat merii
kyuu.n tum aasaan samajhte the mohabbat merii
Ameer Minai
Ghazal
ai zabt dekh 'ishq kii un ko KHabar na ho
dil me.n hazaar dard uThe aa.nkh tar na ho
Ameer Minai
Ghazal
haTaa.o aa.ina ummiid-vaar ham bhii hai.n
tumhaare dekhne vaalo.n me.n yaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
'jaliil' KHatm na ho daur-e-jaam-e-miinaa.ii
ki is sharaab se ba.Dh kar ko.ii sharaab nahii.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
tiir par tiir lagaa.o tumhe.n Dar kis kaa hai
siina kis kaa hai mirii jaan jigar kis kaa hai
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
mire bas me.n yaa to yaa-rab vo sitam-shi.aar hotaa
ye na thaa to kaash dil par mujhe iKHtiyaar hotaa
Ameer Minai
Ghazal
saaf kahte ho magar kuchh nahii.n khultaa kahnaa
baat kahnaa bhii tumhaaraa hai mu.ammaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
kahaa jo mai.n ne ki yuusuf ko ye hijaab na thaa
to ha.ns ke bole vo mu.nh qaabil-e-naqaab na thaa
Ameer Minai
Ghazal
mai.n ro ke aah karuu.ngaa jahaa.n rahe na rahe
zamii.n rahe na rahe aasmaa.n rahe na rahe