SEARCH RESULTS
Showing search results for "mimbar-o-mehraab"
Ghazal MATCHES FOR "mimbar-o-mehraab"
Ghazal
mimbar-o-mehraab me.n sab bujh ga.e rakkhe hu.e
ham jale hai.n ham ki jo the taaq pe rakkhe hu.e
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
tamaam gumbad-o-miinaar-o-mimbar-o-mehraab
faqiih-e-shahr kii imlaak ke sivaa kyaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
bataa rahii hai ye taqriib-e-mimbar-o-mehraab
ki muttaqii o riyaa-kaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
mai.n Dhuu.nDtaa rahaa maazii ke gum-shuda auraaq
nisaab-e-mimbar-o-mehraab mere saamne thaa
Saleem Kausar
Ghazal
ab aa ga.e hai.n to is dasht ke faqiiro.n se
rumuuz-e-mimbar-o-mehraab puuchh lete hai.n
Athar Nasik
Ghazal
saahab-e-mimbar-o-mehraab bhii kyaa bhuukaa hai
peT kii aag bujhaataa hai sharii.at se yahaa.n
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
garche charaaG-e-mimbar-o-mehraab bujh ga.e
hotaa hai phir bhii dil me.n charaaGaa.n kabhii kabhii
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
sar un kii baargaah me.n jhuk to gayaa magar
dil aabruu-e-mimbar-o-mehraab le gayaa
Fitrat Ansari
Ghazal
yuu.n to har tarah masaa.il me.n izaafa hai magar
qissa-e-mimbar-o-mehraab vahii hai ki jo thaa
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
sar-e-hastii to usii chashm-e-gurezaa.n se milaa
kyaa milaa 'rashk' sar-e-mimbar-o-mehraab mujhe
Sultan Rashk
Ghazal
hamaare zehn zang-aaluud dast-o-paa hai.n naakaara
ham ab taariiKH zer-e-mimbar-o-mehraab likkhe.nge
Baqar Naqvi
Ghazal
jahl qaabiz mimbar-o-mehraab par
chup rahuu.n lamhaat kaaTuu.n kis tarah
Majid Jahangeer Mirza
Ghazal
tirii namaaz hai muhtaaj-e-mimbar-o-mehraab
mirii namaaz ki bas razm-e-KHair-o-shar me.n huu.n
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
paarsaa.ii nahii.n tanhaa.ii mayassar thii vahaa.n
so tire mimbar-o-mehraab nahii.n bhuultaa mai.n
Nadeem Bhabha
Ghazal
kahii.n nahii.n hai minaara na mimbar o mehraab
mahal-saraa se haram dekhne me.n aate hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
har ek qabr pe likkhaa hu.aa hai naam yahaa.n
hamaare mimbar-o-mehraab dekhte jaa.o
Abida Karamat
Ghazal
phuulo.n me.n chaa.nd taaro.n me.n suuraj me.n us ko dekh
in pattharo.n ke mimbar o mehraab se nikal
Arif Shafiq
Ghazal
baaharii duniyaa ko daano.n me.n phiraanaa KHuub hai
mimbar-o-mehraab me.n tasbiih le kar kyaa kare.n
Jameeluddin Qadri
Ghazal
vahaa.n bhii ko.ii nahii.n thaa KHaraab haalo.n kaa
mai.n ho ke mimbar-o-mehraab se nikal aayaa