SEARCH RESULTS
Showing search results for "mimbar-o-mehraab"
Nazm MATCHES FOR "mimbar-o-mehraab"
Nazm
shair
masjid-o-mimbar-o-mehraab kaa paaband hai tuu
mai.n har ik zarre me.n tanviir-e-KHudaa paataa huu.n
Maikash Hyderabadi
Nazm
pahle to shahr aisa na tha
uj.Daa hu.aa ik KHvaab ho
tasviir me.n kuchh gard-baad-e-baaqiyaat-e-mimbar-o-mehraab ho
Ain Tabish
Nazm
ye aankhen
kaliisaa ke dhu.aa.n dete hu.e har taaq me.n aa.nkhe.n
ye aa.nkhe.n mimbar-o-mehraab me.n aa.nkhe.n
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
kis shan se jite the yahan KHwar hue kyun
maKHduush hai.n kyuu.n mimbar-o-mehraab likho ab
sone jo nahii.n dete hai.n vo KHvaab likho ab
Tariq Qamar
Nazm
nishan-e-zindagi
tarz-e-taamiir mirii mimbar-o-mehraab mire
un ke ahdaaf hai.n diivaar-o-dar-o-baab mire
Ejaz Gul
Nazm
izhaar aur rasai
aab o rang o KHat o mehraab kaa paivand kabhii
aur bantaa hai ma.aanii kaa KHudaavand kabhii
Noon Meem Rashid
Nazm
salamti
salaamtii me.n haram hai na ab shivaala hai
vo dekh jaanib-e-mehraab phir hu.ii yuurish
Nashir Naqvi
Nazm
chamgadaD
mirii aavaaz ne apnii umuudii guu.nj phailaa kar
tumhaare gumbad o mehraab kii tanhaa.ii to.Dii hai
Riyaz Latif
Nazm
KHabar mafqud hai lekin
hisaar-e-zaat se niklaa hu.aa jazba
sar-e-mehraab-o-member daar-o-maqtal tak nahii.n aayaa
Farrukh Yar
Nazm
KHizan-nasibon pe bain karti hui hawaen
sharaafato.n aur najaabato.n ke charaaG-o-mahtaab bujh ga.e hai.n
ba-naam-e-ulfat
Tariq Qamar
Nazm
irfan
sho'la-zan un ke lahuu me.n hai jalaal-e-mahmuud
aaj tak jo tah-e-mehraab rahe vaqf-e-sujuud
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
naya KHun
zer-e-mehraab nahii.n hotii mohabbat kii namaaz
saaya-e-daar me.n ik sajda-e-be-baak kare.n
Qaisarul Jafri
Nazm
ajnabi
zer-e-mehraab-e-falak qaafila-e-umr-e-ravaa.n
taan u.Daate hu.e sarmast o javaa.n guzraa thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
hamare shajre bikhar gae hain
sinaa.n kaa mimbar
hamaarii izzat ba.Dhaate aa.e