SEARCH RESULTS
Showing search results for "mimbar-o-mehraab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mimbar-o-mehraab"
Sher
kabhii to mimbar-o-mehraab tak bhii aa.egaa
ye qahr qahr ke asbaab tak bhii aa.egaa
Saeedullah Qureshi
Ghazal
mimbar-o-mehraab me.n sab bujh ga.e rakkhe hu.e
ham jale hai.n ham ki jo the taaq pe rakkhe hu.e
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
tamaam gumbad-o-miinaar-o-mimbar-o-mehraab
faqiih-e-shahr kii imlaak ke sivaa kyaa hai
Himayat Ali Shayar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mimbar-o-mehraab"
Ghazal
ab aa ga.e hai.n to is dasht ke faqiiro.n se
rumuuz-e-mimbar-o-mehraab puuchh lete hai.n
Athar Nasik
Ghazal
saahab-e-mimbar-o-mehraab bhii kyaa bhuukaa hai
peT kii aag bujhaataa hai sharii.at se yahaa.n
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
garche charaaG-e-mimbar-o-mehraab bujh ga.e
hotaa hai phir bhii dil me.n charaaGaa.n kabhii kabhii
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
sar un kii baargaah me.n jhuk to gayaa magar
dil aabruu-e-mimbar-o-mehraab le gayaa
Fitrat Ansari
Ghazal
yuu.n to har tarah masaa.il me.n izaafa hai magar
qissa-e-mimbar-o-mehraab vahii hai ki jo thaa
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
sar-e-hastii to usii chashm-e-gurezaa.n se milaa
kyaa milaa 'rashk' sar-e-mimbar-o-mehraab mujhe
Sultan Rashk
Nazm
shair
masjid-o-mimbar-o-mehraab kaa paaband hai tuu
mai.n har ik zarre me.n tanviir-e-KHudaa paataa huu.n
Maikash Hyderabadi
Ghazal
hamaare zehn zang-aaluud dast-o-paa hai.n naakaara
ham ab taariiKH zer-e-mimbar-o-mehraab likkhe.nge
Baqar Naqvi
Nazm
pahle to shahr aisa na tha
uj.Daa hu.aa ik KHvaab ho
tasviir me.n kuchh gard-baad-e-baaqiyaat-e-mimbar-o-mehraab ho
Ain Tabish
Ghazal
jahl qaabiz mimbar-o-mehraab par
chup rahuu.n lamhaat kaaTuu.n kis tarah