SEARCH RESULTS
Showing search results for "misaal-e-amrat"
Ghazal MATCHES FOR "misaal-e-amrat"
Ghazal
misaal-e-gauhar-e-naayaab zer-e-aab rahaa
ye aarzuu thii samundar uchhaaltaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
na daamano.n me.n yahaa.n KHaak-e-rahguzar baa.ndho
misaal nik.hat-e-gul mahmil-e-safar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
taabaa.n misaal-e-sham.a hai.n faanuus-e-nuur se
har-chand paa.icho.n me.n hai.n mastuur pi.nDliyaa.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
hasad kisii se na ranj-o-malaal rakhte hai.n
ham apnii zaat adiim-ul-misaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
misaal-e-bosa-e-doshiizgaan-e-shahr-e-jamaal
tire labo.n ke gulaabii chaman me.n rahtaa huu.n
Masood Munavvar
Ghazal
guzar chaman se misaal-e-nasiim-e-sub.h-e-bahaar
gulo.n ko chhe.D ke kaa.nTo.n ko gudgudaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
nazar nazar me.n liye teraa pyaar phirte hai.n
misaal-e-mauj-e-nasiim-e-bahaar phirte hai.n
Habib Jalib
Ghazal
kal kaa.enaat-e-fikr se aazaad ho ga.ii
insaa.n misaal-e-dast-e-tah-e-sa.ng rah gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
hamaare qurb se jis ko gurez rahtaa thaa
misaal-e-KHuun-e-rag-e-jaa.n samaa gayaa ik shaKHs
Wasil Usmani
Ghazal
khiche jo siine se naala to chaahiye ai dil
misaal-e-ma.anii-e-lafz-e-asar asar me.n rahe
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
misaal-e-naqsh-e-kaf-e-paa na uTh sake 'tahsii.n'
ba-ra.ng-e-sabza ham is darja paa.emaal hu.e
Tahseen Firaqi
Ghazal
hu.aa hai yuu.n bhii ki apnii talab ke sahraa me.n
misaal-e-mauja-e-juu-e-safar ga.e hai.n log
Zuhoor Nazar
Ghazal
misaal-e-maahii-e-be-aab mauje.n ta.Dpaa kii.n
habaab phuuT ke ro.e jo tum nahaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
misaal-e-mauj-e-nasiim-e-bahaar guzrii hai
vo zindagii jo sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai