SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohr-e-nabuvvat"
Ghazal MATCHES FOR "mohr-e-nabuvvat"
Ghazal
ishq ke daaG ko dil mohr-e-nabuvvat samjhaa
Dar hai kaafir kahii.n daavaa-e-nabuuvat na kare
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
vo bhii ai 'qadr' thaa ik naqsh-e-qadam haidar kaa
rakhte the mohr-e-nabuvvat jo nabii shaane par
Qadr Bilgrami
Ghazal
ko.ii is daur me.n elaan-e-nabuuvat kartaa
aarzuu thii ki KHudaa-saaz payambar dekhuu.n
Siddique Mujibi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
daftar-e-husn pe mohr-e-yad-e-qudrat samjho
phuul kaa KHaak ke tode se numaayaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
mohr-e-dast-aavez-e-Gam hai har bashar kaa daaG-e-Gam
dil hai mahzar sohbat-e-gum-karda-e-ahbaab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
'anjum' yahaa.n tak aane me.n kyaa kyaa guzar ga.ii
mohr-e-sar-e-mizha bhii guhar kah diyaa gayaa
Anjum Irfani
Ghazal
kyuu.n qaid-e-KHum me.n duKHtar-e-raz hii pa.Dii rahe
ye mohr-e-resmaan-e-sarokaar to.Diye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vo daur-e-ishq mahz bhii kiyaa vaqt thaa 'aziim'
jab dil pe naqsh mohr-o-nishaan-e-sitam na thaa
Azeem Murtaza
Ghazal
kamand-e-halqa-e-guftaar to.D dii mai.n ne
ki mohr-e-dast-e-qalamkaar to.D dii mai.n ne
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
phir jo hai baaG-e-nabuvvat aur imaamat kii bahaar
Guncha-e-gul sabza-e-ambar-fishaa.n ko ishq hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
daaG raushan mire siine pe jo dekhe us ne
mohr-e-pur-nuur pe bhaptii kahii chi.ngaarii kii
Waseem Khairabadi
Ghazal
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
sar-ba-mohr-e-daaG karte hai.n 'aziiz'
dil hamaaraa ishq kaa ganjiina hai
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
supurd kar ke KHaamushii kii mohr-e-KHush-numaa mujhe
labo.n se na.ara-haa-e-inqalaab ko.ii le gayaa
Aziz Tamannai
Ghazal
vo parii-ruu hu.aa qismat se mirii meraa mutii.a
KHat-e-taqdiir KHat-e-mohr-e-sulaimaa.n niklaa