SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohtaat"
Ghazal MATCHES FOR "mohtaat"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ai dil tujhe dushman kii bhii pahchaan kahaa.n hai
tuu halqa-e-yaaraa.n me.n bhii mohtaat rahaa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mohtaat hai itnii ki kabhii KHat nahii.n likhtii
kahtii hai mujhe auro.n ke jaisaa nahii.n ban.naa
Aamir Suhail
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
is se bhii to kuchh rabt jhalaktaa hai ki vo aa.nkh
bas ham pe inaayaat me.n mohtaat rahii hai
Mustafa Zaidi
Ghazal
ham ko duniyaa se mohabbat bhii bahut hai lekin
laakh ilzaam bhii duniyaa ko diye jaate hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
is liye mohtaat huu.n apnii numuudaarii se mai.n
phal to phal mujh pe.D ke patte bhii miiThe ho ga.e
Azhar Faragh
Ghazal
jitnii ham chaahte the utnii mohabbat nahii.n dii
KHvaab to de diye us ne hame.n mohlat nahii.n dii
Ahmad Ashfaq
Ghazal
Ashar Najmi
Ghazal
mohtaat o hoshiyaar to be-intihaa huu.n mai.n
amdan tiraa fareb-e-nazar khaa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kaa.nTe ho.n yaa phuul akele chun.naa hogaa
ham jaisaa mohtaat hamesha tanhaa hogaa