SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohtaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mohtaat"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ai dil tujhe dushman kii bhii pahchaan kahaa.n hai
tuu halqa-e-yaaraa.n me.n bhii mohtaat rahaa kar
Mohsin Naqvi
Sher
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "mohtaat"
MORE MATCHES FOR "mohtaat"
Nazm
mata-e-ghair
terii maanuus nigaaho.n kaa ye mohtaat payaam
dil ke KHuu.n karne kaa ek aur bahaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
mohtaat hai itnii ki kabhii KHat nahii.n likhtii
kahtii hai mujhe auro.n ke jaisaa nahii.n ban.naa