SEARCH RESULTS
Showing search results for "morcha"
Ghazal MATCHES FOR "morcha"
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
mire KHilaaf zamaana bhii hai zamiin bhii hai
munaafiqat ke mahaazo.n pe morcha meraa
Asad Badayuni
Ghazal
sulagtii pyaas ne kar lii hai morcha-ba.ndii
isii KHataa pe samundar KHilaaf rahtaa hai
Khursheed Akbar
Ghazal
vo mere aage ko.ii morcha sambhaalegaa
ki mere piichhe chhupegaa mujhe ye fikr nahii.n
Shafaq Sopori
Ghazal
lashkar-e-Gam kii cha.Dhaa.ii hai KHabar-daar ai dil
morcha TuuTne paa.ii na shakebaa.ii kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
yaziid morcha jiitaa thaa jang haaraa thaa
ye sach rago.n me.n mire inqalaab bhartaa hai
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
Tanveer Monis
Ghazal
har ik sipaahii kaa hotaa hai morcha apnaa
badan me.n la.Dne kii himmat nahii.n hai shaa'irii hai
Shabbir Shahid
Ghazal
Gair agar saazishe.n karte to ko.ii baat bhii thii
morcha apno.n ne apno.n ke muqaabil baa.ndhaa
Khwaja Shauq
Ghazal
junuu.n vahii hai vahii mai.n magar hai shahr nayaa
yahaa.n bhii shor machaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
suuraj ko cho.nch me.n liye murGaa kha.Daa rahaa
khi.Dkii ke parde khii.nch diye raat ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
barsaat aa ga.ii to darakne lagii zamiin
suukhaa machaa rahii hai ye baarish to dekhiye