SEARCH RESULTS
Showing search results for "mufiid"
Ghazal MATCHES FOR "mufiid"
Ghazal
pal bhar me.n kaise log badal jaate hai.n yahaa.n
dekho ki ye mufiid hai biinaa.ii ke liye
Shahryar
Ghazal
Naseem Sahar
Ghazal
tumhaare baad bichha.Dne me.n Dar nahii.n lagtaa
mufiid kaam kar aa.e the buzdilii me.n ham
Amulya Mishra
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
jagah jagah pe KHushii ko shahiid karne lagaa
mai.n apne haq me.n tiraa Gam mufiid karne lagaa
Faysal sahib
Ghazal
hamaare zehn ko irfaan-e-aagahii de de
jo nasl-e-nau ke liye bhii mufiid ho maulaa
Tilak Raj Paras
Ghazal
mufiid-e-aam suKHan ho ye shart hai 'raushan'
ki is kii qadr KHud ahl-e-kalaam karte hai.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
ahl-e-dil ke liye aazaar hai duniyaa ko mufiid
aql ik hosh hai aur hosh kii ta.abiir bhii hai
Kaleem Ahmadabadi
Ghazal
zarKHezii-e-zamiin-e-suKHan ke liye mufiid
dil kii havaa shu.uur kaa paanii nazar kii dhuup
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
chalo na ham ko.ii suurat mufiid sii soche.n
fizaa.ii baaG zaraa aur nikharne lag jaa.e
Anwar Shamim
Ghazal
'zaa.iq' agar ho kahnii to kahiye mufiid baat
harzaa-saraa.iyo.n kaa zamaana nahii.n rahaa
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
murshid ke jhuuT kii to sazaa be-hisaab hai
tum chho.Diyo na shahr ko sahraa kiye baGair