SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhafiz"
Ghazal MATCHES FOR "muhafiz"
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
har shanaavar ko nahii.n miltaa talaatum se KHiraaj
har safiine kaa muhaafiz naaKHudaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
aatii jaatii hu.ii faslo.n kaa muhaafiz huu.n mai.n
phal to sab us kii amaanat hai.n shajar meraa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
rishte se muhaafiz kaa KHatra jo nikal jaataa
manzil pe bhii aa jaate naqsha bhii badal jaataa
Zehra Nigaah
Ghazal
a.ndheraa itnaa hai ab shahr ke muhaafiz ko
har ek raat ko.ii ghar jalaanaa pa.Dtaa hai
Aziz Ahmad Khan Shafaq
Ghazal
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Talib Johari
Ghazal
ajal se ba.Dh ke muhaafiz nahii.n ko.ii apnaa
KHudaa kii shaan ki dushman nigaah-baa.n niklaa
Yagana Changezi
Ghazal
qafas me.n ab bhii muhaafiz ka.ii parindo.n par
nigaah rakhtaa hai par tolne nahii.n detaa
Hairat Allahabadi
Ghazal
ai baaGbaa.n ba-naam-e-bahaaraa.n na chhe.D use
gulzaar me.n muhaafiz-e-gul KHaar hii to hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
vo dair kaa thaa ki ka.abe kaa ye nahii.n ma.aluum
mirii KHudii kaa muhaafiz KHudaa rahaa hai ko.ii
Ehsan Danish
Ghazal
Anwar Saharanpuri
Ghazal
ik terii mohabbat kaa muhaafiz hai miraa dil
KHud apne liye mujh ko bachaane ke liye aa
Arshad Meena Nagri
Ghazal
kinaare mo'atabar hote muhaafiz naaKHudaa hotaa
na kashtii Duubtii ko.ii na har pal saaneha hotaa
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
Imtiyaz Saghar
Ghazal
ye aur baat makiino.n ko kuchh KHabar na hu.ii
lagaa rahe the muhaafiz magar naqab kab se