SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhiib"
Ghazal MATCHES FOR "muhiib"
Ghazal
muhiib chup me.n aahaTo.n kaa vaahima havaa
mai.n sar se paa.nv tak tamaam kaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
jagmagaate hai.n ufuq par ye sitaare lekin
raasta manzil-e-hastii kaa muhiib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
har ghar ke aas-paas samundar lagaa mujhe
kitnaa muhiib shahr kaa manzar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
raat kaa dariyaa aur us me.n ek tuufaan-e-muhiib
jaagnaa hai der tak ye bhii asar KHvaabo.n kaa hai
Ain Tabish
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
dil aise shoKH ko 'momin' ne de diyaa ki vo hai
muhib husain kaa aur dil rakhe shimar kaa saa
Momin Khan Momin
Ghazal
har shaKHs mo'tarif ki muhibb-e-vatan huu.n mai.n
phir 'adliya ne kyuu.n sar-e-maqtal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
siyaah raat me.n dil ke muhiib sannaaTe
KHarosh-e-naGma-e-shola-navaa se kam na hu.e
Zafar Moradabadi
Ghazal
Sabir Waseem
Ghazal
muhiib saa.e ba.Dhe aate hai.n hamaarii taraf
kab e'tibaar hame.n duur-bii.n pe aa.egaa
Alam Khursheed
Ghazal
Ameer Hamza Salfi
Ghazal
aasiida-o-ravinda se puuchhaa bahut 'muhib'
daryaaft par na kuchh hu.ii ruudaad-e-raftagaa.n