SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhiib"
Nazm MATCHES FOR "muhiib"
Nazm
kabhi kabhi
guzar rahaa huu.n kuchh an-jaanii rahguzaaro.n se
muhiib saa.e mirii samt ba.Dhte aate hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
bharte hubb-e-vatan kaa go dam hai.n
par muhibb-e-vatan bahut kam hai.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
ghaddar
naachne vaale saarii madaarii muhibb-e-vatan
des me.n basne vaalaa har ik sach-pasand
Atif tauqeer
Nazm
mukafat
aziiyato.n se bharii hai har ek bedaarii
muhiib o ruuh-sataa.n hai har ek KHvaab meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
miTTi ka diya
ik muhibb-e-qaum ne apne mubaarak haath se
qaum kii ta.aliim kii buniyaad Daalii ustuvaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
kitab gumrah kar rahi hai
pa manzilo.n ke muhiib saayo.n kii zad se
KHud ko bachaa.e rakkho
Shahram Sarmadi
Nazm
teri hansi
taras rahaa ho fazaa kaa muhiib sannaaTaa
siDaul paa.nv kii paa.el magar chhanak na sake
Mustafa Zaidi
Nazm
Mamul
sard taariikii kha.Dii hai jaise diivaar-e-muhiib
buu.Dhii maa.n ke jism ke andar magar
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
KHuda ko apne ham-zad ka intizar
ko.ii na tujh ko dikhaane aayaa
ajiib husn muhiib jaisii
Muneer Niyazi
Nazm
tifli ke KHwab
sahraa ho, KHaar-zaar ho, vaadii ho, aag ho
ik din inhii.n muhiib manaazil me.n ham bhii huu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sarmaya-e-jaan
KHamoshiyo.n ke muhiib jangal me.n aahaTo.n ke fareb khaate
nashaat-e-manzil kii justujuu me.n