SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhil"
Ghazal MATCHES FOR "mukhil"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
na ho muKHil mire andar kii ek duniyaa me.n
ba.Dii KHushii se bar-o-bahr par hukuumat kar
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
dost kab dost kaa hotaa hai muKHill-e-raahat
so ga.e paa.nv to haatho.n se jagaayaa na gayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
yahii vo saa.at-e-fan jis me.n aap ho.n na muKHil
yahii hai vaqt magar ham se baat karne kaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
jab mile do dil muKHil phir kaun hai
baiTh jaa.o KHud hayaa uTh jaa.egii
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
a.ndheraa puujne vaalo.n ne faisla diyaa hai
charaaG ab kisii shab me.n muKHil nahii.n hogaa
Abid Malik
Ghazal
kyaa KHuub inhimaak hai mahv-e-KHayaal kaa
'taalib' KHudaa kii zaat bhii is me.n muKHil nahii.n
Talib Chakwali
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Kamran Nafees
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
parinde phir bhii fazaa me.n the par sameTe hu.e
'zafar' muKHil ko.ii un kii u.Daan me.n bhii na thaa
Zafar Akbarabadi
Ghazal
junuu.n ke haath se KHvaar-o-KHajil nahii.n hotaa
jo apne aap me.n itnaa muKHil nahii.n hotaa
Azwar Shirazi
Ghazal
thaa sur.at-e-raftaar dil se aql ko aisaa hasad
ik aur dil hii ho gayaa hai merii manzil me.n muKHil
Aun Abbas Aun
Ghazal
dil mile.n bhii to yahii milne kii suurat rahegii
ek KHalvat me.n muKHil duusrii KHalvat rahegii
Shaheen Abbas
Ghazal
huu.n muKHil aur ko.ii der tirii mahfil me.n
phir karegaa na ko.ii aah-o-bukaa mere baa'd
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
Gam kii sadaa jo aa ga.ii bazm-e-tarab me.n hai muKHil
Gairat-e-husn hai agar 'ishq se ham-kanaar kar