SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhlisaana"
Ghazal MATCHES FOR "mukhlisaana"
Ghazal
yahii bahut thaa ki kuchh log aa ke kahte the
vo meraa zikr bahut muKHlisaana kartii thii
Mahmood Shaam
Ghazal
ye bahaar ye ghaTaa.e.n ye shabaab kaa zamaana
mujhe ab to diije naaseh na salaah-e-muKHlisaana
Saeed Shahidi
Ghazal
kyaa iKHtiyaar apnaa majbuuriyo.n pe dil kii
maanaa ki mashvara hai naaseh kaa muKHlisaana
Arshi Bhopali
Ghazal
kabhii to hazrat-e-naaseh bhii dil kushaad kare.n
kabhii to mashvara de.n ham ko muKHlisaana ko.ii
Qamar Siddiqi
Ghazal
na muKHlisaana ravayya na vaalihaana suluuk
ham aise milne ko ik haadisa samajhte hai.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
Danish Farahi
Ghazal
sitam kiyaa jo ba-manshaa-e-dushmanii tuu ne
mirii taraf se javaab us kaa muKHlisaana hu.aa
Nudrat Kanpuri
Ghazal
muKHlisaana tire andaaz nahii.n hai.n saaqii
ham tirii bazm me.n is vaaste kam aate hai.n
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
hamaare KHuun kii fitrat me.n hai vafaadaarii
so ham ne jis se kiyaa pyaar muKHlisaana kiyaa
Naushad Ashhar
Ghazal
Basit Ujjaini
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
muKHlisaana raa.e bhii merii tarah detaa hai kaun
jhuuT ko sach aur sach ko jhuuT kahnaa chho.D de