SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhlisii"
Ghazal MATCHES FOR "mukhlisii"
Ghazal
aane se fauj-e-KHat ke na ho dil ko muKHlisii
ba.ndhu.aa hai zulf kaa ye chhuTaayaa na jaa.egaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
muKHlisii baa.is-e-taz.hiik zehaanat dushman
ye mahaasin to mire haq me.n ma.aa.ib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
kab talak rahtaa salaamat muKHlisii kaa pairahan
gardisho.n ke haath ye melaa hu.aa achchhaa hu.aa
Naseem Shaikh
Ghazal
muKHlisii qaid se mushkil hai mujhe taa-dam-e-marg
daam-e-ulfat me.n giraftaar huu.n kin kaa in kaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
kuchh rusuumaat-e-kuhan hai.n ki nibaahe.n kab tak
unsiyat muKHlisii kirdaar chalo chho.Do bhii
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
faa.ede se mujh ko zyaada fikr hai nuqsaan kii
muKHlisii ke kaam me.n ko.ii KHasaara hai ki na.i.n
Qamar Aasi
Ghazal
ik Gam-nasiib ko tire Gam se mafar nahii.n
fikr-e-jahaa.n se muKHlisii hai bhii magar nahii.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
use kaho ki ta'alluq me.n muKHlisii barte
vafaa-sarisht-o-farebii me.n imtiyaaz kare
Abdullah Saqib
Ghazal
aaya jo is me.n phir na hu.ii muKHlisii nasiib
aaGosh-e-qabr rakhtii hai girdaab kaa KHavaas
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
puuchhte bhii hai.n ilaaj is dard kaa ek ik se ham
muKHlisii aazaar-e-Gam se chaahte bhii ham nahii.n
Sardar Panchhi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
vo jaan hii ga.e ki hame.n un se pyaar hai
aa.nkho.n kii muKHbirii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
chamaktaa rahtaa hai suuraj-mukhii me.n ko.ii aur
mahak rahaa hai ko.ii aur raat-raanii me.n