SEARCH RESULTS
Showing search results for "murdo.n"
Ghazal MATCHES FOR "murdo.n"
Ghazal
bahut dino.n se mai.n zindo.n me.n thaa na murdo.n me.n
Gazal hu.ii to mire dasht me.n Gazaal aayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
himmat pas-az-fanaa sabab-e-zikr-e-KHair hai
murdo.n kaa naam sunte hai.n har daastaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai.n na zindo.n me.n na murdo.n me.n kamar ke aashiq
na idhar ke hai.n ilaahii na udhar ke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
murdo.n se shart baa.ndh ke so.ii hai apnii maut
haa.n dekhnaa zaraa falak-e-piir dekhnaa
Yagana Changezi
Ghazal
kahaa.n se jaan pa.De zindagii ke murdo.n me.n
adaa-e-husn qayaamat agar bapaa na kare
Jigar Barelvi
Ghazal
asiir-e-haal na murdo.n me.n hai.n na zindo.n me.n
zabaan kaTtii hai aapas me.n guftuguu karte
Yagana Changezi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
shahr kii betaab galiyo.n ne ugal Daale hai.n log
kis ne mere shahr me.n murdo.n ko zinda kar diyaa
Sarmad Sahbai
Ghazal
ummiid ne bhii yaas ke murdo.n ko pukaaraa
aa.ii ko.ii aavaaz na dil se na jigar se
Hafeez Jalandhari
Ghazal
hamaare lams se pa.Dtii hai jaan murdo.n me.n
hamaare haath pe bai.at ai zindagaanii kar
Iqbal Asif
Ghazal
zindo.n kaa to maskan bhii yahaa.n qabr-numaa hai
murdo.n ko magar darja-e-autaar pe khii.nchaa