SEARCH RESULTS
Showing search results for "musaalima"
Ghazal MATCHES FOR "musaalima"
Ghazal
ye raat kaun mire saath jaagtaa rahaa hai
ye raat kis se hu.aa hai mukaalima dil kaa
Zubair Qaisar
Ghazal
apnaa misaaliya mujhe ab tak na mil sakaa
zarro.n ko aaftaab banaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
ka.abe me.n musalmaan ko kah dete hai.n kaafir
but-KHaane me.n kaafir ko bhii kaafir nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
'jaun' karoge kab talak apnaa misaaliya talaash
ab ka.ii hijr ho chuke ab ka.ii saal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
umr saarii to kaTii ishq-e-butaa.n me.n 'momin'
aaKHirii vaqt me.n kyaa KHaak musalmaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
karte ho 'daaG' duur se but-KHaane ko salaam
apnii tarah ke ek musalmaa.n tumhii.n to ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
agar ho ishq to hai kufr bhii musalmaanii
na ho to mard-e-musalmaa.n bhii kaafir o zindiiq
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii hinduu ko.ii muslim ko.ii iisaa.ii hai
sab ne insaan na ban.ne kii qasam khaa.ii hai
Nida Fazli
Ghazal
hinduu bhii sukuu.n se hai musalmaa.n bhii sukuu.n se
insaan pareshaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
Nida Fazli
Ghazal
terii rahmat to musallam hai magar ye to bataa
kaun bijlii ko KHabar detaa hai kaashaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
kaafir hai musalmaa.n to na shaahii na faqiirii
momin hai to kartaa hai faqiirii me.n bhii shaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
shaa.ista-e-sohbat ko.ii un me.n nahii.n 'asGar'
kaafir nahii.n dekhe ki musalmaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai