SEARCH RESULTS
Showing search results for "musalle"
Ghazal MATCHES FOR "musalle"
Ghazal
usii ke naam kaa sajda kiyaa musalle par
usii kaa zikr kiyaa hai dhamaal kar ke bhii
Arif Imam
Ghazal
jo paa.nch vaqt musalle pe qibla-ruu nikle
unhii.n buzurgo.n ke zer-e-baGal subuu nikle
Mubarak Azimabadi
Ghazal
vo to shah-rag se qarii.n hai us se kyaa rakhte bharam
ham musalle par jhukaa.e apnaa sar rote rahe
Hina Rizvi
Ghazal
namaaz-e-ishq musalle pe kab adaa hu.ii hai
azaa kaa farsh yaa karb-o-balaa udaasii kii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
vo mujhe chho.D gayaa hijr musalle par raat
mai.n adaa kartii rahii jis ko namaazo.n kii tarah
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
Gaa.eb hai.n namaazii bhii Gaa.eb hai vo mullaa bhii
masjid me.n musalle par loTaa nazar aataa hai
Bulbul Kashmiri
Ghazal
ghar apne namaazii to sabhii lauT ga.e hai.n
masjid se magar aaj musalle nahii.n uThte
Wafa Naqvi
Ghazal
vo to shah-rag se qarii.n hai us se kyaa rakhte bharam
ham musalle par jhukaa.e apnaa sar rote rahe
Hina Rizvi
Ghazal
shamshiir du.aa karke musalle se uThaa.ii
phir jang pe niklaa mai.n ibaadat se guzar kar
Kamran Nafees
Ghazal
Anas Nabeel
Ghazal
ai gumbad-e-KHazraa ke makii.n vaqt-e-du.aa hai
ka.abe ke musalle hai.n kaliisaa ke asar me.n
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
KHafaa merii naGma-saraa.ii se kyo.n ho
musalle pe rahte ho tum raat bhar kyaa
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
ye KHud-kalaamii nahii.n hai ye ham-kalaamii hai
KHudaa ne mere musalle ko koh-e-tuur kiyaa
Muhib Wafa
Ghazal
KHudaa kii yaad me.n Gaafil na shaiKH KHalq se ho
kabhii kabhii to musalle pe zikr-e-yaar chale
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
muddat pe milii TuuT ke barsaat hamaarii
phir 'ishq-musalle pe kaTii raat hamaarii