SEARCH RESULTS
Showing search results for "musannif"
Ghazal MATCHES FOR "musannif"
Ghazal
darbaar me.n ab satvat-e-shaahii kii alaamat
darbaa.n kaa asaa hai ki musannif kaa qalam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
tuu ne qisse to likhe ho.nge hazaaro.n lekin
hai musannif tiraa shahkaar zuleKHaa yuusuf
Areeb Usmani
Ghazal
ye kahaanii to musannif kii chalegii barso.n
mai.n to kirdaar nibhaa.u.ngii chalii jaa.uu.ngii
Meena Khan
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
rakh diyaa hai likhne vaale ne kaleja chiir kar
hai musannif munkashif har lafz me.n tahriir ke
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
phir musannif ne bilaa-vaj.h mujhe maar diyaa
mai.n kahaanii me.n ha.nsaane ke liye aataa thaa
Ehsanul Haq Mazhar
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
ham musannif ke tasavvur me.n ghuTe jaate hai.n
apne kirdaar ko ab ko.ii kahaanii mil jaa.e
Mariyam Fatima
Ghazal
Buta Khan Rajas
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
'fidaa' kis musannif kii tasniif kyaa hai
samajh apnii apnii qalam apnaa apnaa
Farooq Ahmad Batt
Ghazal
mirii kahaanii kaa to KHud KHudaa musannif thaa
kisii kahaanii se kaise liyaa gayaa huu.n mai.n
Masood Ahmad
Ghazal
kitaab-e-‘asr me.n aGraaz kii vajah se 'asad'
jo likh sakaa na musannif vo baab chubhne lagaa