SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushtaq"
Ghazal MATCHES FOR "mushtaq"
Ghazal
tamaam bazm jise sun ke rah ga.ii mushtaaq
kaho vo tazkira-e-naa-tamaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mil hii jaa.egaa kabhii dil ko yaqii.n rahtaa hai
vo isii shahr kii galiyo.n me.n kahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mil hii aate hai.n use aisaa bhii kyaa ho jaa.egaa
bas yahii naa dard kuchh dil kaa sivaa ho jaa.egaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
zindagii marka-e-ruuh-o-badan hai 'mushtaaq'
ishq ke saath zaruurii hai havas kaa honaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
zindagii se ek din mausam KHafaa ho jaa.e.nge
ra.ng-e-gul aur buu-e-gul dono.n havaa ho jaa.e.nge
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
shaam hotii hai to yaad aatii hai saarii baate.n
vo dopahro.n kii KHamoshii vo hamaarii baate.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
dard ke mushtaaq gustaaKHii to hai lekin mu.aaf
ab du.aa andesha ye hai kaargar ho jaa.egii
Meeraji
Ghazal
nigah-e-yaar se paikaan-e-qazaa kaa mushtaaq
dil-e-majbuur nishaane pe khulaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kis shai pe yahaa.n vaqt kaa saaya nahii.n hotaa
ik KHvaab-e-mohabbat hai ki buu.Dhaa nahii.n hotaa