SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushtarii"
Ghazal MATCHES FOR "mushtarii"
Ghazal
mushtarii dil kaa ye kah kah ke banaayaa un ko
chiiz anokhii hai na.ii jins hai maal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mubaarak shab-e-qadr se bhii vo shab thii
sahar tak mah o mushtarii kaa qiraa.n thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai.n sabt siina-e-mahtaab par qadam mere
hai.n muntazir mire mirriiKH-o-mushtarii-o-zuhal
Ahmad Faraz
Ghazal
jo mushtarii hai banda hai us KHush-jamaal kaa
yuusuf bane Gulaam KHariidaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ne huur na parii hai na vo maah-mushtarii
ik nuur hai ki sab ko vo haasil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
mehr-e-tal.at zohra-paikar mushtarii-ruu mah-jabii.n
siim-bar siimaab-tab o siim-saaq o siim-tan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
kis husn se kahuu.n mai.n us kii KHush-aKHtarii kii
is maah-ruu ke aage kyaa taab mushtarii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
baazaar-e-zindagii me.n jame kaise apnaa ra.ng
hai.n mushtarii ke taur na byopaariiyo.n ke Dhang
Bashar Nawaz
Ghazal
ha.ngaam-e-naza.a mahv huu.n tere KHayaal kaa
mushtaaq huu.n farishta-e-saahib-jamaal kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
garaa.n hai jins-e-vafaa aur mushtarii naayaab
hazaar baar luTaa huu.n ki dil Ganii hai bahut
Sadique Naseem
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
tumhaare jalva-e-aqdas kaa ek partav hai
ye najm aur ye zohra ye mushtarii kyaa hai
Asghar Velori
Ghazal
amboh-e-aashiqaa.n se hu.aa husn ko Guruur
kasrat se mushtarii kii ye saudaagraa.n hu.aa