SEARCH RESULTS
Showing search results for "muu.e"
Ghazal MATCHES FOR "muu.e"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
zavaal-e-taaqat o muu-e-sapiid o zof-e-basar
inhii.n se paa.e bashar maut ke qariino.n ko
Meer Anees
Ghazal
misaal-e-taar-e-nazar kyaa nazar nahii.n aataa
kabhii KHayaal me.n muu-e-kamar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
har bun-e-muu-e-mizha me.n hai.n yahaa.n sau tuufaa.n
ain Gaflat hai marii aa.nkh ko dariyaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
ab sa.ii kar sip.har ki mere muu.e ga.e
us kaa mizaaj mehr pe aayaa to kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aatish-e-muu-e-dimaaG-e-shauq hai teraa tapaak
varna ham kis ke hai.n ai daaG-e-tamannaa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
takliif-e-takalluf se kiyaa ishq ne aazaad
muu-e-sar-e-shoriida hai.n qaaqum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
mai-kada gar chashm-e-mast-e-naaz se paave shikast
muu-e-shiisha diida-e-saaGar kii mizhgaanii kare
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
pho.Daa thaa dil na thaa ye mu.e par KHalal gayaa
jab Thes saa.ns kii lagii dam hii nikal gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
kah saa.njh ke muu.e ko ai 'miir' ro.ii.n kab tak
jaise charaaG-e-muflis ik-dam me.n jal bujhaa to
Meer Taqi Meer
Ghazal
durr-e-najaf to jism hai us naazniin kaa
muu-e-najaf me.n baal pa.Daa hai kamar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
shaane kii har zabaa.n se sune ko.ii laaf-e-zulf
chiire hai siina raat ko ye muu-shigaaf-e-zulf