SEARCH RESULTS
Showing search results for "muusaa-e-mahram"
Ghazal MATCHES FOR "muusaa-e-mahram"
Ghazal
guzraa nazar se jab ko.ii barbaad-e-aarzuu
'muusaa' ko chaahato.n kaa mazaa yaad aa gayaa
Mohammad Moosa
Ghazal
ham ek zarra-e-KHaakii me.n phir bhii ai 'muusaa'
faraaz-e-tuur se bijlii churaa ke laa.e hai.n
Mohammad Moosa
Ghazal
ye jo bad-mast-e-mai-e-aish-o-tarab hai.n 'muusaa'
Thokare.n khaa ke zamaane kii sa.nbhal jaa.e.nge
Mohammad Moosa
Ghazal
teraa 'muusaa' ek aasii tuu hai rahmaan-o-rahiim
yaa-ilaahii hashr ke din us kii rusvaa.ii na ho
Mohammad Moosa
Ghazal
dekhaa hai jab se jalva-e-ruu-e-jamaal-e-dost
'muusaa' ko zindagii se ko.ii pyaar bhii nahii.n
Mohammad Moosa
Ghazal
sab hame.n kahte hai.n diivaana-e-ulfat 'muusaa'
gulshan aabaad hai.n sahraa hai.n suhaane ham se
Mohammad Moosa
Ghazal
hairat-e-jalva thii yaa sehr-e-tajallii 'muusaa'
mujh ko hii merii nigaaho.n se chhupaayaa kis ne
Mohammad Moosa
Ghazal
ajab mu.amma hai 'muusaa' tazaad-e-aalam-e-ishq
zamaana rone lagaa aur mujhe ha.nsii aa.ii
Mohammad Moosa
Ghazal
Mohammad Moosa
Ghazal
tum ne jalvo.n se dil-e-'muusaa' ko raushan kar diyaa
varna is se peshtar taariik ye kaashaana thaa
Mohammad Moosa
Ghazal
Mohammad Moosa
Ghazal
ilaahii dil vo de jo mahram-e-asraar ho jaa.e
kahii.n aisaa na ho jiinaa miraa be-kaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
kitne rumuuz-e-shauq in aa.nkho.n me.n rah ga.e
jin se nigaah-e-dost bhii mahram na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
chhe.Daa hai mai.n ne qissa-e-muusaa-o-koh-e-tuur
us ko hai vahm ye bhii mirii daastaa.n na ho
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
imtiyaz Khan
Ghazal
qissa-e-muusaa-o-fir'aun ko rad kaun kare
kufr kii god me.n islaam palaa hai to sahii
Mirza Sultan Dehlvi
Ghazal
alif se taa-ba-yaa lillaah afsaana sunaa diije
janaab-e-muusa-e-imraa.n vahii hairat-nagar vaale
Saail Dehlvi
Ghazal
kase jaa.o tum band-e-mahram mirii jaa.n
kahaa.n jaa.egaa dekhe.n joban nikal kar