SEARCH RESULTS
Showing search results for "muusii"
Ghazal MATCHES FOR "muusii"
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
payambar mai.n nahii.n 'aashiq huu.n jaanii
rahe muusii hii se ye lan-taraanii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
lagtii vo tajallii sharar-e-sa.ng ke maanind
muusii tuu agar dekhtaa diidaar butaa.n kaa
Taban Abdul Hai
Ghazal
mujh se to lan-taraaniyaa.n us ne kabhii na kii.n
muusii javaab de na sake jis kii baat kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
vo dikhaate hai.n kise jalva-e-pinhaa.n apnaa
kyaa kare.n haal bayaa.n muusii-e-imraa.n apnaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
zamii.n par Gaasibo.n kii hai hukuumat
zamii.n ko muusii-e-'kaazim' ataa kar
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
phir vo muusii kaa asaa niil kaa shaq ho jaanaa
fauj fir.aun kaa mai.n Duubtaa manzar dekhuu.n
Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
husn-e-nazara-soz kii hai.n lan-taraaniyaa.n
armaan-e-diid muusii-e-imraa.n nikaaliye
Sahir Dehlavi
Ghazal
teraa har sher hai 'bebaak' amal kii daavat
yaa ko.ii muusii-e-imraa.n kaa asaa hotaa hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
jalva-e-tuur kaa muusii ko gumaa.n ho jaataa
mere nausha jo zaraa dekhte sar kaa sahraa
Nasim Maysori
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
jaam-e-labrez chahaktaa hai yad-e-baizaa saa
yaar ke haath me.n kyaa mo.ajaza-e-muusii hai
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
dekhnaa khel nahii.n jalva-e-diidaar tiraa
pahle muusaa saa ko.ii ahl-e-nazar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
khi.nche KHud-baKHud jaanib-e-tuur muusaa
kashish terii ai shauq-e-diidaar kyaa thii