SEARCH RESULTS
Showing search results for "muutuu-qabla-an-tamuutuu"
Ghazal MATCHES FOR "muutuu-qabla-an-tamuutuu"
Ghazal
muutuu-qabla-an-tamuutuu haal hai ushshaaq kaa
aalimaa.n ke gosh me.n us harf kaa aavaaz hai
Alimullah
Ghazal
ham tire ishq pe maGruur na ho jaa.e.n kahii.n
is qadar paas na aa duur na ho jaa.e.n kahii.n
Raheel Farooq
Ghazal
kyuu.n pareshaan hu.aa jaataa hai dil kyaa jaane
kaisaa paagal hai ki paanii ko bhii sahraa jaane
Shamim Hanafi
Ghazal
der tak raat a.ndhere me.n jo mai.n ne dekhaa
mujh se bichh.De hu.e ik shaKHs kaa chehra ubhraa
Aftab Shamsi
Ghazal
Hamza Yaqub
Ghazal
apnii KHabar, na us kaa pata hai, ye ishq hai
jo thaa, nahii.n hai, aur na thaa, hai,, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
maz.hab kii mere yaar agar justujuu kare.n
marte hu.e miraa na suu-e-qibla ruu kare.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jaan-e-jahaa.n jaan-e-jaa.n jaan-e-jigar marhabaa
juu-e-badan aafrii.n mauj-e-kamar marhabaa
Sana Gorakhpuri
Ghazal
Gam-e-furqat hii me.n marnaa ho to dushvaar nahii.n
shaadi-e-vasl bhii aashiq ko sazaa-vaar nahii.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
payambar mai.n nahii.n 'aashiq huu.n jaanii
rahe muusii hii se ye lan-taraanii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vaarid koh-e-bayaabaa.n jab me.n diivaana hu.aa
kohkan se dostii majnuu.n se yaaraana hu.aa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
chalte hai.n gulshan-e-firdaus me.n ghar lete hai.n
tai ye manzil jo KHudaa chaahe to kar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ye aarzuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte
ham aur bulbul-e-betaab guftuguu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
but-KHaana sang-e-raah hai jis kuu-e-yaar kaa
kaa'ba bhii ik nishaa.n hai usii rahguzaar kaa
Shaghil Usmani
Ghazal
shaana to chhuTaa zulf-e-pareshaa.n se ulajh kar
suljhaa na ye dil kaakul-e-pechaa.n se ulajh kar