SEARCH RESULTS
Showing search results for "muzayyan"
Ghazal MATCHES FOR "muzayyan"
Ghazal
Saleem Betab
Ghazal
terii tasviir muzayyan hai ka.ii barso.n se
tuu ne dekhaa nahii.n shaayad kabhii baTvaa dil kaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
chaahe kitnii hii sajaavaT se muzayyan ho magar
maa.n nazar aa.e to ghar asl me.n ghar lagtaa hai
Priya Tabita
Ghazal
tumhaarii diid ke jo muntazir the ek muddat se
muzayyan vo dar-o-diivaar kar luu.n phir chale jaanaa
G R Kanwal
Ghazal
us tak hai safar laakh saraabo.n se muzayyan
'shaakir' na kahii.n KHud se bhii jaa.e.n chalo aa.o
Adeel Shakir
Ghazal
nahii.n hai 'naaz' kam jannat se meraa aashiyaana
mohabbat se muzayyan meraa ghar kitnaa hasii.n hai
Naz Butt
Ghazal
miraa faKHr-e-hayaatii aaj bhii kirdaar hai meraa
isii nag se muzayyan turra-e-dastaar hai meraa
Raakesh ulfat
Ghazal
Fakhruddin Ghauri Faiz
Ghazal
jabiin-e-KHaak se kuchh is qadar muzayyan hai
zamaana chaahiye ab ye nishaa.n miTaane ko
Momin Hindi
Ghazal
ab muzayyan hai talaffuz se avaamunnaas ke
sher sarf-o-nahv ke chakkar se uktaayaa hu.aa
Ejaz Gul
Ghazal
sadaaqato.n se muzayyan KHayaal hai 'saahil'
mushaahida tire arz-e-hunar me.n rahtaa hai
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
pahan ke jis ko hai.n aGyaar surKH-ruu 'anjum'
vo saadgii se muzayyan qabaa.e.n merii hai.n
Ghayas Anjum
Ghazal
surKH aafat se muzayyan taKHta-e-gul kii sahar
shab ko naaranjii qayaamat sham.a-daano.n se uThii
Ahmad Jahangir
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
har saa.ns muzayyan hai mirii yaad se us kii
hai dil se qarii.n nazro.n se jo duur bahut hai