SEARCH RESULTS
Showing search results for "muzayyan"
Nazm MATCHES FOR "muzayyan"
Nazm
darbar1911
aadmii aur jaanvar aur ghar muzayyan aur machine
phuul aur sabza chamak aur raushnii rail aur taar
Akbar Allahabadi
Nazm
urdu zaban
mushk-o-ambar kii mahak aatii hai baam-o-dar se
aise lafzo.n se muzayyan hai makaan-e-urdu
Javed Rasheed Amir
Nazm
mehman-e-KHosusi
ek din hazrat-e-haafiz ne ye dekhaa manzar
tauq-e-zarrii.n se muzayyan hai hama gardan-e-KHar
Raza Naqvi Vahi
Nazm
kahani banao
tumhe.n ye kahaanii gavaara nahii.n to
hazaaro.n muzayyan fasaane pa.De hai.n
Iqbal Naazir
Nazm
naya janm
nazar aa rahaa hai
jo saut-o-sadaa kii muqayyad fazaa se nikal kar
Shehzad Anjum Burhani
Nazm
yaum-e-jamhur
january chhabbiis aa.ii ba.Dh ga.ii shaan-e-vatan
zeb-o-ziinat se muzayyan hai gulistaan-e-vatan
Sabit Khairabadi
Nazm
doctor aKHtar husain rae puri
daamaan-e-zindagii ko muzayyan kare ko.ii
me.aar-o-e'tibaar-e-adab tiirgii me.n hai