SEARCH RESULTS
Showing search results for "na-hove"
Ghazal MATCHES FOR "na-hove"
Ghazal
ham se to kisii kaam kii buniyaad na hove
jab tak ki udhar hii se kuchh imdaad na hove
Meer Hasan
Ghazal
aa.iina kabhii qaabil-e-diidaar na hove
gar KHaak ke saath us ko sarokaar na hove
Ishq Aurangabadi
Ghazal
yaarab ko.ii ho ishq kaa biimaar na hove
mar jaa.e vale us ko ye aazaar na hove
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dartaa huu.n mohabbat me.n miraa naam na hove
duniyaa me.n ilaahii ko.ii badnaam na hove
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
kyaa dil hai agar jalva-gah-e-yaar na hove
hai tuur se kyaa kaam jo diidaar na hove
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
na hove kyuu.n shor dil kii baa.nslii me.n
malaahat kaa salonaa kaan pahu.nchaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
gudaaz aahan-dilo.n ko husn jab de
na hove aab kyuu.nkar sa.ng-e-KHaaraa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
silk us kii nazm kaa kyuu.nkar na hove qiimtii
'aabruu' kaa sher jo dekhaa so marvaariid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
yaad-e-mahbuub faraamosh na hove ai dil
husn-e-niyyat ne mujhe ishq se ne.amat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
maGruur kyuu.n na hove san.at par apnii saan.e
kis vaaste jab us ne ye gulistaa.n banaayaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kyuu.n kar na hove click hamaaraa guhar-fishaa.n
karte hai.n 'aabruu' ye taKHallus suKHan me.n ham
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
naahaq ko 'fuGaa.n' ke ta.ii.n tash.hiir kiyaa hai
duniyaa me.n na hove ko.ii badnaam kisii kaa